Search This Blog

Sunday, March 8, 2009

Ajnabee

--FEMALE--Na chaand ka, na taaron kaNa phoolon ka, na bahaaron kaNa nazaaron ka, na ishaaron kaNa apnon ka, na begaanon ka
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar haiMain kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar haiWoh ajnabi jaana pehchaanaSapnon mein uska hai aana jaanaAa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--MALE--Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar haiMain kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar haiWoh ajnabi jaana pehchaanaSapnon mein uska hai aana jaanaAa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--FEMALE--Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar haiMain kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--MALE--Khushbuon ki gali mein, in hawaaon mein dekhaMaine chehraa uska dilkash fizaaon mein dekha
--FEMALE--Oh.........[Bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqaana hai]--- (2)
--MALE--Woh ajnabi jaana pehchaanaSapnon mein uska hai aana jaana
--FEMALE--Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--MALE--Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar haiMain kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--FEMALE--Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoonAaye ghadiya milan ki, yeh duaa maangti hoon
--MALE--Ho....... [Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai Dhadkanein yeh kehti hai, chaar din ki doori hai]---- (2)
--FEMALE--Woh ajnabi jaana pehchaanaSapnon mein uska hai aana jaana
--MALE--Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--FEMALE--Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar haiMain kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--MALE--Woh ajnabi jaana pehchaanaSapnon mein uska hai aana jaana
--FEMALE--Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar haiMeri zindagi mein ajnabi ka intezaar haiMain kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai..

No comments: