Search This Blog

Sunday, March 8, 2009

Aapka Abhijeet Sawant

Mohabbatein lutaaungaMain chhed ke mann ka saans saansPhir gaaungaPhir sab ke dil ko aaj aaj, behlaoongaIs manzar ko is pal ko bhool na paoongaMain bhool ise na paoonga
In lamhon ka mujhe kab se intezaar thaIn khushiyon ke liye kab se beqeraar thaManzil milegi mujhe, pura aitbaar thaIn palkon mein dekhe sapne hazaarDoor tak jaoongaIs manzar ko is pal ko bhool na paoongaIs manzar ko is pal ko bhool na paoongaMain bhool ise na paoonga
Kitna suhaana sa yeh apna safar haiAap ki duaon ka saara asar haiAap ka hai sab kuch aap ko nazar haiAap ki inaayeton pe baar baar baar sar ko main jhukaoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoongaIs manzar ko is pal ko bhool na paoongaMain bhool ise na paoonga
Bhikre hain chaaron taraf rang dosti keArmaan pure huwe sab zindagi keAkhiyon mein bhar aaye aansoon khushi keBarsa ke aansuo ki meethi meethi dhaarAap ko hasaoongaIs manzar ko is pal ko bhool na paoongaIs manzar ko is pal ko bhool na paoongaMain bhool ise na paoonga
Mohabbatein lutaaungaMain chhed ke mann ka saans saansPhir gaaungaPhir sab ke dil ko aaj aaj, behlaoongaIs manzar ko is pal ko bhool na paoongaMain bhool ise na paoonga

No comments: